Sawai Bhatt | Himesh – Dil Teri Yaad Mein Rotaa Hai Song Lyrics (Hindi)

Share With Friends

Sawai Bhatt | Himesh – Dil Teri Yaad Mein Rotaa Hai Song Lyrics (Hindi)


New Hindi Song Dil Teri Yaad Mein Rotaa Hai Sung by Himesh Reshammiya and Lyrics & Music given by him. Dil Teri Yaad Mein Rotaa Hai Song Lyrics With Official Video Song.

Dil Teri Yaad Mein Rotaa Hai Song Lyrics


Han…….
Chahe main kahu ya main na kahu
Mera Dil teri yaad main rota hai
Din Raat beraagi mera man tere sapne sanjota hai
Ho sawre tu aaja de ja tu dil ko chain
Chahat main teri tarse jab se mere ye nain
Aaja re aaja re aaja re aaja
Aaja re aaja re aaja re aaja
Aaja re aaja re aaja re aaja
Aaja re aaja re aaja re aaja
aaja

Tu naa jaane tu hai mujhmain
Har ghadi har ikk lamha 
Ho raha hai muskil jina
tere bin mera tanha
Jag ye ssara hai banjara
Mere liye bas tu hi sahara
Tu hi mere aasma ka chamkta sitara
Chahe main kahu ya main na kahu
Mera Dil teri yaad main rota hai
Din Raat beraagi mera man tere sapne sanjota hai
Ho sawre tu aaja de ja tu dil ko chain
Chahat main teri tarse jab se mere ye nain
Aaja re aaja re aaja re aaja
Aaja re aaja re aaja re aaja
Aaja re aaja re aaja re aaja
Aaja re aaja re aaja re aaja
aaja

Sarfrosi mujh se meri kahti hai har pal
Lout aaye fir se vo raate
Lout aaye din vahi
Unn mulakaton ka vo jaadu
Kar raha hai mujhe bekabu
Dede fir se mujhko vohi
Chahto ki khsboo
Chahe main kahu ya main na kahu
Mera Dil teri yaad main rota hai
Din Raat beraagi mera man tere sapne sanjota hai
Ho sawre tu aaja de ja tu dil ko chain
Chahat main teri tarse jab se mere ye nain
Aaja re aaja re aaja re aaja
Aaja re aaja re aaja re aaja
Aaja re aaja re aaja re aaja
Aaja re aaja re aaja re aaja
aaja

Song Credits :-
Song: Dil Teri Yaad Mein Rotaa Hai
Music & Lyrics By: Himesh Reshammiya
Singer: Sawai Bhatt
Himesh Reshammiya Melodies

About lyricsdon08

Check Also

Baarishan Mohabbat Wali Song Lyrics (Hindi)

Share With FriendsMohit Chauhan – Baarishan Mohabbat Wali Song Lyrics New hindi song Baarishan Mohabbat …

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *